google translate widget apne blog me lagaye,

aaj mai aap sabhi blogger bhaiyo ke liye. ek bahut hi majedaar tool ke baare me batane wala hoon.
jaisa ki aap sabhi humare post ke title se hi samajh gaye hoge. ki mai kis tool ke bare me baat kar raha hoon.. google translate ki baat kar raha hoon . 
dosto google translate tool ka. ye fayada hai ki agar hum isse apne blog par lagaye hai. to kisi bhi country ka .visitor humaare post ke vo apni bhasha me padh sakta hai. aur ye tool to humaare blog ke traffic badhane me bhi sahayak hota hai.
maan lo ki aap apni post hindi bhasha me publish karte hai. to hindi bhasha humaare bharat desh  me hi chalta hai. aur hamara blog world wide hota hai.
agar humaare blog par u.s.  ke visitor aata hai  to. u.s ke ke visitor ko hindi to aayega hi nahi. to humaare post ko kaise padhega.. nahi padh paayega. aur vo humaare blog ko chhodkar chale jaayega. yeha par humaare blog ka ek visitor kam ho gaya.
ya agar hum wahi par. apne blog me translate tool ka ka widget lagaaye rahenge . to u.s. ke visitor aayenge. to agar unki nazar humaare us tool par padegi to.  humaare  tool ki  madad  se use vo  apni  bhasha me  yaani ki  english  me  karke padh  sakte  hai.
aur humaare   yeha  par  ek  visitor  badh   jaayega.
ab   hum   aapka  samay  ko dhyaan   ko dete huye.  seedhe   chalte    hai . widget  kaise  lagaye. isko jante hai
to  ye bahut hi aasaan  hai .
apne blog me google translate widget kaise lagay
google translate widget

1 step 
    sabse pehle apne blog me log in ho.

2 step 
   ab layout par click kare.
  ab side bar par "add a gadget" par click kare.

3rd step

  ab jo window open hogi.usme aapko "google  translate" widget ko chunana hai
  fir aap use setting kar le aur "save" par click kare
  bus ho gaya lag gaya aapka widget preview par click   karke check kar le.

  to dosto ye jaankari kaisi lagi comment ke dwara  batana jaroor.agar is widget ko lagane me. koi problems
 aa rahi hai to hum se pooche .hum aapki help jaroor  karunga.

Previous
Next Post »