on page seo karne ke 15 tarike hindi me

        on page seo karne ke 15 tarike hindi me

jab google par kuchh likhkar search ki jaati hai.to search result me jo blog or website first page par aayegi. wo isliye hi aayegi. ki us blog ka seo .bahut hi achhi tarike se kiya gaya hai.
dear rider agar aap bhi chahate hai .ki aapka blog .google ke first page par aaye to .aapko bhi seo karna hi padega.ye to aap bhi jaante hai.ki jis blog ka search result achhi hai.uske blog par utne hi achhi traffic hogi .jitana jyada traffic hogi.utni hi jyada earning hogi.maximum  log yahi soch kar blog create karte hai.ki wo apne blog se kuch paisa kama sake .lekin blog se paisa kamana itna aasaan nahi hai.iske liye kadi mehnat .karni padegi .

khair chodiye in baato ko .hum aapko .apne post ke topic par lekar chalte hai.
dost seo kya hai.ye kitne prakar ke hote hai.in sabhi ko maine apne pichli post me what is seo bataya tha.agar aap nai padhe hai. to pehle padh le to achha hoga .pehle maine bataya tha ki seo two type ke hote hai.
1# on page seo
2# off page seo
to aaj main aapko on page seo karna sikhaunga.
on page seo karne ke 15 tarike hindi me
on page seo

1# title

dosto on page seo me.title optimization ek importance factor hai.iske importance ke bare me pehle hi bata chuka hun.apna post title .humesha apne content se related hi rakhe .kabhi bhi itna long tail title na use kare .ki search result me show na ho sake.apne title ko 70 letter ke andar hi rakhe.kyoki search result me itna hi show hota hai.aur aapko ye bhi koshish karni chahiye ki .title me aapka targeted key word aage rahe. 
ye bhi padhe
post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike

2# image optimization

post ka image bhi .traffic increase karne me imporatnt role play karta hai.aapko apne har post me 1-2 image jaroor use kare.q ki imade se  content beautiful .ban jata hai.aur visitor ko post samajhne aasani hoti hai.aur  to aur aapka post seo freindly bhi ban jayega.kabhi bhi bhi image optimize kare to uska title aur alt tag dena na bhulle.
title aur alt tag me apni post title likhe aur uske option me apne targeted  keyword hi likhe

3= post ka url

high traffic ke liye hume apne post ke link ko bhi seo freindly banana padega. tabhi hum high traffic paane me safal ho sakenge apne post ko publish karne se pehle uska permalink edit karke use seo freindly banaye. post ke permalink hamesah chhota hi rakhe permalink humesh  3-4 word ka hi use kare. usse bada permalink seo freindly nahi hota hai.
kyoki google  par humaara url 3-4 word hi show karta hai.

4= apne template me meta tag lagaye

search engine se aane waali traffic ka 70 % traffic meta tag ke karan hi aate hai. apne blog ka meta tag create karke use apne template me lagaye

on page seo karne ke 15 tarike hindi me
on page seo
also read=meta tag blog me lagakar traffic badhaye

5= post me apne other post ka link de

apne post me other site or apni post ka link de link dena bhi do prakaar ka hai.
1= internal link 2= external link 

1 internal link =

internal link se mera matlab hai ki apne post me apne other post ka link de ye apko traffic badahne me bahut madad karega lekin dhyaan rahe hamesha apne post se related hi other post ka link de.
also read=google sitemap submit karke traffic badhaye

2=external link

external link matlab bahari link. jab hum koi post likhte hai.
us post me kisi other site ka link dena hi. external link hai. dhyaan rahe link jaroorat ke hi hisaab se de post me kabhi bhi itna link na de ki visitor ko post padhne me problems  aaye
ye bhi padhe=

post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike


6= description

description section me apne post me 150 word me. aisa explane kare ki koi bhi people. padhe to ye samajh jaaye ki issme hume kya jaankari milne waali hai. description issliye  jaroori hai. ki google me title ke saath humaare post ka description bhi show  hota hai.

7= email subscription widget

jab humaare blog par koi visitor aata hai. agar use hamari post achhi lagi to vo ye sochta hai. ki aage se hume yeha par bahut acchi jankari milne waali hai. issiliye vo har nayi post ka update paane ke liye email subscription  bhi lega
also read=how to create backlink in hindi

8= page speed

ek blog ko page rank d dene ke liye google blog ka loading speed bhi dekhta hai
aapki ye koshish honi chaiye ki apke blog ke khulne ka samay kam se kam ho. page speed jyada hone se apke blog ke visitor bahut kam ho skate hai. kyuki koi bhi visitor ye like nahi karta hai. ki vo jo page open kar raha hai. vo der me khule abhi aap hi bataye jab aap koi site open kar rahe hai. agar vo der me open ho to aapko kaisa lagega achha ya kharaab 
also read=apne blog ko traffic badhaye old visitor ko rok kar

9= robot. txt

apne blog me robot.txt  file lagaye isse aap google ko bata sakte hai ki vo apke kis kis post ko search result me appear kare.aur kis poat ko na kare world wide leval par bahut bhi aisi site hai. jaha se aap robot txt ka code create kar sakte hai.
 
ise  padhna na bhule

old visitor kyu jaroori hai aur kaise roke

10= keyword placing

apne post ka targeted keyword ka search place par likhe
jaise= post ka title, description, h1, h2, tag, image alt attribute etc. apne targeted keyword ko in sthaano par likhe kyuki yeha par likhi huyi keyword ko google crowler jyada importance deta hai.

#11 fix html error


search engine ye bhi samajhne ki koshish karta hai.ki jo blog banaya hai.use iski puri jankari hAI. ki nai.agar tumhare blog me html ke kuch   error hai.ya fir unwnted html hai.to wo samjh sakta hai. haiki aapko iski achhi jankari nahi hai.isliye agar  aapke blog me koi html error hai to use fix kare.jo be kaam ka html hai use remove kare.bina kaam ke widget  bhi delete kare.isse aapke blog ka page speed bhi improve hoga.
also read=backlink kya hai.aur ye kyu jaroori hai.

12=remove broken links


broken link wo link hote hai.jis par koi visitor click karta hai.to use 404 error ,page not found etc.error de kar blog par jaane se rok dete hai.aise link blog ke liye bahut harmful hote hai.q ki jab koi visitor.broken link par click karta hai.to wo error page ke karan wo hamare blog par nhi.aa pata hai.pehla to.yahi hamare blog ke liye harm ful hai.dusra ye ki .us visitor hamara other link dikhai dega.to wo yahi sochega.ki ye bhi error page hai.aur wo us par click nai karega.islye agar aapke blog me broken link hai. to use turant remove kare.
also read=best free seo tool in hindi

13=use h1 h2 heading


h1-h2 heading bhi .blog ko seo freindly banane me bahut help karte hai. kyoki. h1-h2 heading ko search engine visit karte hai.apne har post ke h1-h2 heading .subheading jaroor de .aur yaha par apna wo keyword likhe jo aapka targeted keyword hai.hamare hisab se to h1 me apna targeted keyword use kare.
also read= on page seo ke 3 important factor jise google bahut ipmortance deta hai.

14 use responsive template.


responsive template wo template hote hai.jise blog me lagaya jaye to .blog har device me achhe se open hota hai.chahe wo device .mobile ho,laptop ho,ya tablet ho.sabhi me achhe se open hota hai.
jaisa ki aap bhi jaante hai.maximum visitor hamare blog par mobile se hi aate hai.make sure kare ki aapka blog mobile freindly hai ki nahi.agar nahi hai.to aaj hi apne blog ko mobile freindly banaye.

15 social media sharing widget

social media sharing button apne blog me lagaye. isse ye hoga ki .agar hamare visitor ko hamara post pasand aaya to wo apne community .me bhi apne share karega .aur jaante hi ho jo cheez social media par share huwa .use viral hone me time nahi lagata hai.

author view

dosto maine aapke samne on page seo ke wo sabhi step de diya hai.jise main janta tha agar in ke siwaye aap aur koi step jaante hai.jise maine yaha par nahi likha hai to .please yaha par share kare jisse aur logo ko bhi .iska benefit mile.
aur ha agar aapko meri ye post pasand aayi ho to .hume comment karke jaroor bataye.kuch puchna hai to wo bhi puche.
thanks for read thiis blog
aapko ye post bhi padhani chahiye.
1 on page seo ke 3 important factor jise google bahut ipmortance deta hai.
2 post ka title optimize karne ke 11 effctive tarike

Previous
Next Post »