desktop background image auto change kare

dosto aaj jo main batane ja raha hun ho sakta haiki. ise aap pehle se hi jante ho.lekin agar aap ise pahle se nahi jaante to.aaj ki ye hamari post kaam ki ho sakti hai.aaj hum apko ye bataunga ki .apne laptop or computer ki desktop background par.apni pasand ka ek nahi .balki .anek image ko kaise set karte hai.jo hamare dwara nirdharit [detemine] samay par automatic ek - ek karke change hota rahe.aisa set karna ekdum aasan hai.bbus aapko hamare in simple si step ko follow karna hai.
desktop background wallpaper

1 step= sabse pahle apne desktop par 'right click' kare fir personalize par clck kare.

2 step= ab ek new window open hogi.yaha par aap neeche dekhenge ki. "desktop background"
   likha hoga.us par click kare

3 step= ab ek new window open hogi aage kya karna hai uske liye neeche ka imagae dekhe
4 step= ab yaha se dropdown menu se apne picture folder ko select kare.
fir neeche aapka sabhi photo aa jayegi ab jis -jis photo ko lagana chate hai hai us photo
ke upar check box bana hoga usko check mark laga kar neeche se time set kare jitna time ke baad aapk image auto change hoga.fir save change par click kare .bus ho gya.




Previous
Next Post »