kuch article ko highlight kaise kare
dosto jab aap meri post padh rahe hote hai to. aap dekhte honge ki mai kuchh text ko highlight kare rahta hun. iss tarah
jaise maine upar kaiya hai
you know ki bahut se log hai. jo ye nahi jaante hai ki aise kaise kisi text ko highlight kiya ja sakta hai. dosto aaj ki humaari post unhi ke l
apne article ko highlight kare |
code ye hai =<span style="background-color: red">YOUR TEXT HERE</span>
ab aap isse apni post me jaha par dikhana chahte hai voha par paste kar dijiye aapki text aapki pasand ke colour me highlight ho jaayega.
NOTE=code paste karne se pehle apni post ko html mode me kar le
apni pasand ka colour dena
as you know ke humne upar bataya ki aap isse mann chaha colour me dikha sakte hai. to hum aapko batate hai. ki apni colour kaise set kiya jaata hai. code me green colour me jo likha hai voh colour ka naam hai. aap use hata kar apni pasand ke colour ka name likhe .