search consol me site map kaise submit kare

                      search consol me site map kaise submit kare


dear reader.. agar aap chahte hai ki aapka blog ka traiffic iincrease ho jaaye. to aapko apne blog ke sitemap ko google search console me submit kar dena chahiye. sitemap blog ko top par lane ke liye. bahut jaroori hai. sitemap jab hum search console me submit kar dete hai .to jab bhi hum koi post karte hai. to uski jaankari google badi jaldi se mil jaati hai. aur google humaari vo post index kar leta hai. aur usko search result me appear  karega. sitemap  submit hone ki vajah se. humari jitni bhi post hai. voh sabhi google me index ho jaata hai. jab tak hum sitemap submit nahi karte hai. tab tak google ke index me. humaari post nahi judega jab humaari post hi nahi judegi to. google me index nahi hoga. to humaari post search reasult me nahi aayega. isiliye agar aap apne blog ko success banaana chahte hai. to aaj hi bina kisi deri ke. search console me sitemap submit kar de.
 ab hum jab jaan gaye hai. ki sitemap add karne se kya fayada hai to hum bataate hai .
sitemap kaise add kiya jaata hai. hum yaha par maan kar. chal rahe hai ki aap google me apna blog ko verify kara chuke hai .agar nahi karaya to to pehle ye post padhe .
1 step

apne google ke search console me log in hone ke baad apne blog ke url par click kare .
2 step
 ab ek page khulega jisme se aapko chitr ke anusaar  sitemap par  click kare .
3 step
ab add a test sitemap par click kare ab voha par ek box bana hoga . usme iss code ko copy karke paste kar de.
code ye hai
 atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
 bus ho gaya submit par click kar de.
 i hope ki aap logo ko samajh me aa gaya hoga. agar fir bhi na koi problems ho to.aap mujhse comment ke dvara puchh sakte hai . hum aapki help jaroor karenge . thank you


Previous
Next Post »