comment me link kaise de in hindi

                    comment me link kaise de

as you know. ke log apne blog ke backlink create karne ke liye kya-kya nahi karte .jisme ek hai other blog par comment karna .aaj hum  aap sabhi ko ek tips bata raha hun .jisse aap apne comment me .apne blog or website .ka lonk de sakte hai .bahut se logo ko humne ye puchhte huy e dekha hai ki.comment me apna link kaise de .humne soch ki q na iski ek post hi kar di jaye .isliye humne ye decide kiya kai iski ek post karni chahiye.to aaiye hum aapko batate hai ki .kaise comment me .apne blog or website ka link de ?
ye post bhi padhe=blog par high traffic paane ke 5 sidhaant
   comment me link kaise de in hindi-kaam ki jankari
comment me link

jab aap kisi site par comment kare to .apna comment likhne ke baad.neche diye huye code copy karke paste kar dijiye.

code ye hai=<a href="YOUR LINK HERE">YOUR TITLE HERE</a>

lekin comment submit karne se pahle .es code ko edit kar le .code me jaha par likha hai."YOUR LINK HERE"waha par apna link likhe .yaani ki apne blog ka.ya post ka.aur jaha par likha hai "YOUR TITLE HERE" waha par apna title likhe .matlab ke link ko jis name se dikhana chahte hai.
main iska ek example de raha hun.

example=    <a href="www.kaamkijankari.blogspot.com">blogger ki jankari</a>
                                         blogger ki jankari aisa dikhe ga

agar aap chahatre hai ki aapki diye hui link par.koi click kare to .waha NEW TAB me open hoto.aap is code ka istemal kare.

<a href="YOUR LINK HERE" target="_blank">YOUR TITLE HERE</a>
ye post bhi padhe=1 blogger me menu edit kaise karte hai.
                              2 seo kya hai uski puri jankari
is code kobhi vaise hi edit karna hai .jaise upar wale code ko edit kiya tha.
i hope ki aap samajh gaye honge ki.comment me lnk kaise di jaati hai.agar nahi samajh me aaya ho to
aap mujhse puch sakte ho.


dosto ye jankari kaisi lagai hume bataye jaroor .hume aapke comment ka intjar rahega.aur agar kuch puchhna hoto wo bhi puche .aapke problems ka solution jald hoga.

aapko ye post bhi padhni chahiye

1  post me text box kaise banaye

2 apne blog me marquee laga kar apne text ko chalte huye dikhaye
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Arvind
admin
February 22, 2020 at 3:46 AM ×

app ki ankarclick good time

Congrats bro Arvind you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar