old visitor kyu jaroori hai aur kaise roke

               visitor ko kaise roke

jitna jyada jaroori hai visitor ko lana. usse kahi jyada jaroori hai ki us visitor ko apne blog par roke rakhna. agar aap visitor ko rokne me asafal ho jaayenge. to kabhi bhi high traffic paane me safal nahi ho paayenge aapki blog ki traffic aapke old visitor se hi aati hai. new visitor se nahi. dosto
apne blog ko achhe mukaam tak le jaaane ke liye old visitor ko rokna bahut jaroori hai. issko hum apko ek example ke dvara samjhaate hai.
maan lo agar apke blog par 100 visitor par day aate hai.
yaani ki aaj 100 visitor hai. agr aap in 100 me se 50 ko bhi
old visitor kyu jaroori hai
old vistor ko kaise roke
rokne me safal ho jaayenge to kal apke blog par 100 + 50 =150 visitor ho jaayenge 50 aaj ka 100 kal ka fir parso apke blog par 50 visitor aur badhega kyoki 100 visitor par day aate hai. jinme se 50 ko rokne me hum safal ho rahe hai. ab tak humaare pass 150 visitor the 50 visitor fir badhe to huwa 200 visitor yaani  ki 3 din me 100 se 200 visitor ho gaye matlab 3 din me humaare visitor doguna ho gaye jab 3 din me doguna ho gaye to 15 din me 5 guna huye matlab
1000 visitor aur 30 din me 2000 visitor dekha apne old visitor ko rokne se kaise 100 visitor se 2000 visitor ho gaye hume ummeed hai. aaap samajh gaye honge ki. old visitor ko rokna kitna jaroori hai. ab sawal ye uthta hai ki aakhir old visitor ko kaise roka jaaye? iss qustion ka answer mai apko neeche de raha hun.
1= quality post 
mera to maanan hai ki humaare blog par aadhe se jyada old visitor humaare unique content ke karan hi aate hai.
kyoki humaare blog par vohi vaapas aayeng jisko humaara post pasand aayega .aur pasand tabhi aayega jab humaara post unique aur qualit hoga issliye dosto hume hamesha humaare blog par unique post hi publish karna chahiye humne bahuto ko dekha hai. ki vo jaldbaaji unique content me dhyaan nahi dete aur idhar uadhr likhkar publish klar deta hai. aisa nahi karna chahiye quality post likhne me bhale hi samay lage lekin apko quality post hi likhna hai. der me post kare lekin durust kare
2 blog ki design achhi honi chahiye.
dosto old vistor ko rokne me hamare blog ka design bhi important role play karta hai.isliye apne blog ka design jab bhi kare .ekdum achha aur khubshoorat hi design kare .aisa design kare ki har visitor ko pasand aaye.yaha par ek concept samne aati hai.ki har unsan ki pasand alag-alag hoti hai.ye baat sahi hai.lekin kuch aisi pasand bhi hoti hai.jo 75% insaan ki pasand se match hoti hai.example.
garmi me cold drink peena kaun nai pasand karta hai.75% log garmi me cold drink peena pasand karte hai.kewal 25% log hi aise honge jo garmi me cold drink ko peena pasand nai karnge.isliye apne blog ka design aisa kare ki.har visiyor ko pasand aaye.aap in 2 step se hi anumaan laga sakte hai.
quality post+beautiful blog= se kitne had tak visitor ko rokne me safal honge.
also read =best free seo tool in hindi
3 page speed
agar aapka blog load hone me jyada time lega to.aap jaroor .kuch visitor ko rokne me asfal ho jayenge.maximum.aise blog ko dobara visit nai karte .jo blog open hone me jyada samay lete hai.islye.aap koshish kare ki aapka blog jaldi se jaldi open ho.aap gtmetrix.par apne blog ka page speed check kar sakte hai.aur check karke page speed ko improve kar sakte hai.
4 comment ka jawab de.
agar aapke blog par koi bhi visitor comment kare to.uske question ka answer jarro de .isse aap visitor ko jaroor rok payenge.
also read=comment me link kaise de
5 widget ka istemal kare.
widget lagane se mera matlab hai.apne blog me feature post  ,popular post, related post ,etc.ka widget apne blog me lagaye.q ki jab koi visitor hamre blog par aata hai.aur koi post padhta hai. aur post padhne ke baad hamare other post ko dekhta hai.agar popular post ka widget.use karnge to.visitor ki nazar padega . visitor sochega ki ye poular post hai.ye post kuchh khas hai.tabhi post popular hai.ise  padahna chahiye.
also read=1 popular post ka widget apne blog me kaise lagaye
                   2 feature post ka widhet apne blog me kaise lahaye
6 apne post me other post ka link de.
 apne post me other psot ka link dekar bhi apne visitor ko rok sakte hai.apne har post me 2-4 other post ka link jaroor de.isse aap visitor ko kuch had tak rok sakte hai.
sath me aapke blog ka page rank bhi up hoga.aur aapka post seo freindly bhi banega.
also read= on page seo ke 3 importantan factor jise google bahut impotance deta hai
7 regular post
ek samay aisa b aata hai. jab visitor hamare blog ke sare post ko padh leta hai.agar unko new post nai .provide ki gayi to.hamare blog ko chod kar chale jayenge.isliye regular post karte rhe.isse aapke visitor blog chhodkar nai jaynge.q ki regular unko kuchh na kuch read karne ko mil raha hai.

dosto mujhe jitna pata tha .utna main aapko bata diya .agar aapko bhi iske siwa koi aur method maloom hoto .so please yaha par share kare .jisse aur logo ko bhi fayda ho.
aapko ye post bhi padhani chahiye
1 how to create queck backlink
2 high page rank social bookmarking site list

Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
Unknown
admin
February 11, 2016 at 1:08 PM ×

post likhte samay samay right side me.upar label lagane ka option hota hai.waha par click karke label ka name likhe

Reply
avatar