on page seo ke 3 factor jise google bahut importance deta hai

          on page seo ke 3 factor

dosto aaj ki post me hum apke sath  seo ke 3 aise factor share karunga jo bahut important hote hai. aur use kaise optimize ki jaati hai.aapko aise nahi samajh me aayega. sabse pehle aap apne browser me google.com ko kholiye. aur uske search box me kuchh bhi likhkar search kijiye.  ab dhyaan se dekhiye ki search result me kya - kya dikhai de raha hai. aap dekhenge ki 3 cheeze  search result me dikhai pad raha hoga 1= post ka title 2= description 3= post ka link, yaani ki permalink, ab aap anumaan lag lijiye ki google ek post ke kaun se hisse ko important de raha hai. yaani ki kul milakar hum yeh kah sakte hai ki google post ke title, description,permalink ko jyada importance deta hai.dosto title, description,permalink on page seo ke sabhi importance step me se ye bhi ek importabce step hai. agar aap in 3 cheezo ko achhe se optimize kar dete hai to. aap isse achhi traffic paa sakte hai. issliye jab bhi koi post kare to in 3 cheezo par dhyaan zaroor de dosto title, description,permalink,ko likhne ke bhi tarike hote hai. jise hum apko yeha par bataunga.
also read = backlink kya hai iske kya fayda hai
1 title 
 post ka title hi ek aisa factor hai jaha par hu,m kuch bhi likhenge uska asar seedhe hamare traffic par padegi.isliye post ka title likhte samay badi sawdhani barte.kyuki post ka title hi  visitor padhta hai aur  yeh samjh jaata hai ki humaare post ke andar kya hai. hume yeha kya jankari milegi. issiliye post ke title ko bahut hi soch samajh kar likhe.
kyoki jab koi visitor google par kuchh likhkar search karta hai to. google usi ko search result me appear karta hai jis post ka title. visitor ke keyword se mil raha hoga post ke title se hi visitor ye decide karta hai .ki hume kaun si page ko open karna hai.
also read =how to create backlink
description= 
you know ke post ke title ke baad description ka number aata hai.
google description ko bhi apne serach result me appear karta hai. aur jab hum apne post ko fb google + twitter etc. par share karte hai to woha bhi hamare post ka description show hota hai. description section me hume apne post ko 150 keyword me explain karna hota hai. description me apne post ke baare me aisa likhe ki koi bhi people padh ke ye samajh jaaye ki apke iss post me kya hai. issme hume kya jankari milegi description hamesha 150 word ke anda hi likhe kyuki
google search result me 150 word tak hi show karta hai. agar aap isse jyada likhenge to google use show nahi karega jab show nahi karga to usko likhne se koi fayada nahi hai .
also read=best free seo tool in hindi
permalink= 
ab baari aati  hai permalink ki .you know ke jab hum koi post karte hai to.us post ka link uske title ke aadhar par auto matic ban jaate hai.jo seo freindly nahi hote hai. use seo freindly banana padta hai.
permalink kabhi bhi optimize kare .to permalink ko humesha chota hi rakhe. jyada bada permalink .seo freindly nahi hote hai     permalink ko hmesha 3se 4 word tak hi use kare isse jyada bada permalink seo freindly nahi hote hai.
  on page seo ke 3 factor jise google bahut importance deta hai
  on page seo ke 3 factor

hume aapka feedback ka intzar rahega
aapko ye post bhi padhni chahiye

1how to create backlink

Previous
Next Post »