high traffic paane ke 5 sidhaant
ek blogger ki sabse badi chahat hoti hai. ki. uske blog par high traffic ho.qki. wahi blog safal maani jati hai.jis blog or website par high traffic ho.aur har blogger yahi chahta hai. ki uska blog succese full ho.lekin dosto. blog par high traffic pana itna aasan nahi hai. kyu aasan nahi hai.qki blog par high traffic aane se blog succese ful maani jati hAI. jaise ki aap bhi jante hai.safalta ki raste aasan nahi hoti.iske liye hume kadi mehnat va sangharsh karni padti hai.hamare raste par aane wali sabhi prkar ki problems ko hatana hota hai.inhi sabhi problems ko dhyan me rakha kar.aaj mai blog par high traffic paane ke 5 aise sidhaan share karunga .jise follow karke aap high traffic pa sakte hai. qki in 5 sidhant me maine apne hisab se wo sabhi step include kar diya hai.jo traffic paane ke lye jaroori hai.to dosto aaiye hum un 5 sidhaanto ko achhi tarah se samajhte hai.quality post
ek blog ka success hona iss baat par nirbhar karat hai. ki us blog me kitni achhi article likh kar publish ki gayi hai. ek blog par tabhi achhi traffic aayegi jab us blog me quality post available hokyoki visitor usi blog ko like karte hai. jis blog me unique content ho jab visitor ko aapka post pasand nahi aaya to vo aapke blog ho sakta hai. ki dobara vaapas na aaye to dostomera to manna hai ki agar aap quality post karte hai. to aapko iss baat ki tension lene ki jaroorat nahi hai. ki humaare blog par visitor aayenge ki nahi kyoki visitor agar ek baar aapke blog par aa gaya to vo aapka regular visitor ban jaayega. kyoki quality post visitor ko aapka blog achha lag jaayega kyo achha lag jaayega kyo achha lagega kyoki aapne quality post likhi hai. jaisa hai ki aap bhi jaante hai ki
achha cheez ko sabhi log like karte hai.
also read=1 post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike
#2 post ko promote karna
quality post ke baad aata hai post ko promote karna yaani ki adhik logo tak pahuchana aap kitna hi quality post kyo hi na likhelekin aapke blog par tabhi visitor aayenge jab aapke post adhik logo tak pahuchega post ko promot karne ka sabse achha sadhan hai. social media kyoki social media par karoro log ek dusre se connect rahte hai.
also read=
#3 blog ka seo karna
ab tak hum quality post aur post ko promote karne ka sidhant padha lekin ab hum isske sabse important sidhant ke baare me jaanenge iss sidhant me blog ko kuchh aisa karna hota hai. ki humaara blog khud na khud people ke samne jaaye matlab ye ki blog ka sep karna blog ka seo karne se blog search engine site me blog first page par aata hai jisse humaare blog par achhi traffic aati hai. yaani ki blog ko search engine site me top par laana dosto humaare blog par 70 parsent traffic search engine se hi aati hai. issliye ek blog ka seo karna bahut jaroori hai. blog ka seo bhi 2 treeko se kiya jaata hai.also read= what is se -seo kya hai. puri jankari
1= on page seo
2= off page seo
on page seo=
me blog ke andar rah kar kiya jaata hai. jaise= title, optimization, meta tag lagana post ke image ko optimize karna etc. jab ki off page blog ke bahar hi kiya jaata hai. jaise= blog ko search engine
site me submit karna, sitemap lagana, directory submission etc.
also read=1 social book marking site list 2016
2 blog ka sitemap google search consol me laga kar blog ko top par laye
in sabhi seo ko kaise karna hai. mai isse yeha par pehle hi share kar chuka hun. mai ab sabhi seo post ka link de raha hun. aap iss par click karke padh sakte hai.
1 on page seo karne ke 15 effective tarike
2 off page seo kaise karte hai.uski puri jankari
#4 blog ka design
jis tarah jaroori hai blog par quality post likhna usi tarah ye bhi jaroori hai. ki blog ka design bhi achha ho. zara socho aapkokhoobshurat jagah [place] par achha cheez mil jaye to kaisa rahega .usi tarh agar aap quality post ke sath .apne blog ka design bhi achha rakhte hai. to. aapke blog ko visitor like karnge. q like karnge .qki unko khubshurat blog par achhi jankari mil rahi hai.isliye apne blog ka design khubshurat.aur achha rakhe .iske lye ho sake to.apne blog ka design .khud kare.aur apne blog ke bekaam ki widget bhi delete kare.jaisa ki aap bhi jante hai.kisi ko koi cheez achhi lagi to.wo uski tarif bhi karta hai.agar visitor ko pasand aa gaya to wo ho sakta hai. ki aapke post ko apni community me share bhi kare.jisse blog par more traffic aane ki probability badh jayegi.
also read this post= 1 high traffic ka secret old visitor
2 back link kya hai.aur ye kyu jaroori hai.
#5 do not copy right
humne dekha hai ki bahut se blogger jald baaji me kisi other blog ke post ko hi copy karke apne blog me post kar dete hai.lekin aisa karne wale blogging ke field me kabhi succese nai ho sakte.q ki search engine ye achhi tarah se janta hai. kaun sa content kis blog ki hai.aur agar aap copyid content publish karnge to .search engine aapko pakad lega .aur aapko apne search result me display nai karega. aur to aur aapko adsense kabhi aproval nai dega.aapke blog ke sare visitor aap par belive nai karenge.jisse wo aapke blog ko chod kar kisi other blog par ja sakte hai.isiliye kabhi kisi blog ka content copy karke paste na kare.aap der me post kare .lekin jab bhi kare to aap apni jankari wala hi. post kare. kisi ka copy na kare.author view
dosto maine yaha par high traffic paane ke 5 sidhaant share kiya hai. agar aap in ko achhe se follow karnge to .aap high traffic paane me safal jaroor ho jayenge.ek baat dosto agar aap bhi koi method jante hai. jisse high traffic payi ja sakti hai. please yaha par use share kare . jisse mujhe bhi .aur logo ko bhi iska benifit mile.
thanks for read this post
aapko ye post bhi padhni chahiye
1 on page seo ke 3 aise factor jise google bahut importance deta hai.
2 off page seo kaise kare uski puri jankari
3 how to create backlink hindi me