apne har post ke search description kaise enable kare

dear reader aaj hum jaanenge ki hum kaise apne har post ke search description ko enable kare ye suvidha ab blogger ne bhi available kara diya hai .dosto isska enable
karne se humaare blog ke post ko search me aane ki sambhavnaae badh jaati hai . apne har post ke search description ko enable karna bahut aasan hai . bus aap humaare simple si step ko follow kariye to aap khud samajh jaaenge ki ye kitna easy hai . 
1 step
aap apne blog me log in ho jaae 
2 step 
ab setting par click kare  phir search preference par click kare 
3 step  
ab jo page khule usme aap dekhenge ki pehle hi description likha hoga . uske samne enable larne ke 
liye yes or no likha hoga . use yes kar de yes karne ke liye voha par ek box ban jaaega ab iss box me apne blog 
ke baare me likhe.
Previous
Next Post »