marquee kya hai /hiow to use marquee

dosto kaie baar jab hum internet par kuchh search kar rahe hai hote hai to search karte karte hum kabhi aise site par chale jaate hai jaha par hum dekhte hai ki kchh test image chalte hue najar aate hai. 
oopar se neeche neeche se oopar left se right right se left bhi effect lagi hoti hai to hum sochte hai ki aisa effect agar humaare blog me bhi hote kitna achha hota
lekin isski jaankari hume na hone se hum isse nahi laga paate hai.
to chinta mat keejiye aaj hum aapko isske baare me hi bataane wala hoon issko  marquee kahte hai . 
marquee bhi ek prakaar ka html code hota hai . jisme likhi hue text chalte firte najar aati hai . hum aapko yeha par kuchh marquee ke code de rahe hai . use aap copy karle aur notepad me paste karke.
your text here ke sthaan par apna text likh de aur apne blog me isse jahan dikhana chahte hai voha par isse paste kar de.  



yaha apna text likhe ye simple marquee hai jo right se left ki or jayegi
yaha apna text likhe is marquee me back ground color set ki gayi .jise aap change bhi kar sakte hai
yaha par apna text likhe ye alternate marquee hai jo pehle left ki or fir right ki or jayegi
yaha apna text likhe ye marquee scrollment hai jo left se right
yaha apna text likhe is marquee me text ki size, font color ,background colour set ki gayi hai
Previous
Next Post »