box post
kai baar hum jab apne blog me kai post kar rahe hote hai to hume ye lagta hai. ki hume kuchh text ko box me dikhana chahiye lekin apne text ko hum box ke andar kaise dikhaaye isski jankari hume na hone ke karan hum apne text ko ek box ke andar nahi dikha paate hai.
aaj hum aap logo ko yehi bataenge ki hum apne post me kaise text box banakar uske andar apni likhi huee kuchh article ko dikhaaenge dosto ye koi shape nahi hai. jise hum post ke beech bana denge to wo ban jaaega ye to ek code ki dvara banayi jaati hai. is code ke andar humaari likhi hui text ek box ke andar hota hai. ye text box kai tarah ke hota hai. jaise text box with scrollback simple text box text box bg colour etc aaj hum aap logo ko aise hi kuchh code de rahe hai. jiski madad se aap apni post me text box bana paaenge jo maine code di hai. us code me aap your text here ki sthaan par aap jo dikhana chahte hai. box ke andar use voha likhe aur apne post me html mode karke paste kar de aur apne post ko publish kar dijiye aap dekh sakte hai. post me aapka text box ban chuka hai.
ye simple box codw hai
iska code ye hai
<textarea cols="35" rows="3" >yaha par apna text likhe</textarea>
ye scroll box code hai
iska code ye hai
<form name="form2" method="post"><input type="hidden" name="convertGET" value="1"> <textarea name="textfield2" cols="20" rows="3">yaha par apna text likhe </textarea></form>
to dosto ye jankari kaisi lagi hume bataye jaroor agar koi sawal ho to vo bhi humse bina kisi sankoch ke comment ke dvara puchh sakte hai. hum aapki help jaroor karenge

1 comments:
Click here for commentsthank goodnowledge