hide folder
dosto kabhi kabhi aisa hota hai apne computer ya laptop me kuchh aisi file hoti hai. jise hum kisi ko bhi dikhana nahi chahte hai. ye file kuch bhi ho sakti hai. jaise koi image video etc. hum yehi chahte hai. isse humaare sivaay koi dusra na dekhe. agar apko pata hai. ki apne file ko kaise lock kiya jaata hai. to aap isse lick karke dusro se bacha sakte hai. vohi agar apko nahi pata hai ki apne file ko dusrpo se kaise chhipaaya jaaya toaap chinta me pad jaayenge lekin aaj hum apki ye problem solve kar denge dosto vaise to internet par to bahut se aise software maujood jiski madad se aap apni file ko dusro ko dikhaane se rok sakte hai. lekin mai apko aisa method bataunga ki aap apni file ko bina kisi software ke dusro se chhipa sakte hai. isss method me hum kisi chheez ko lock nahi karte balki use chhipa dete hai.
also read=bina kisi software ke computer ya laptop me screen shot kaise le- kaam ki jankari
1 step sabse pehle."my computer" open kare
2 step=ab "tools" par click karke .neeche se "folder option" choose kare.
3step=fir "view" par click kare.ab aap dekhenge ek jagahye likha hoga.
aapko main ise ek image me dikha raha hun.
ab baari aati hai.folder hide karne ki
4 step=
sabse pehle ek new folder banaye
5 step=
ab jis file ko aap dusro se chhipana chahte hai. use iss new folder me rakhe
6 step
ab folder ko band karke folder par cursor le jaakar "right key" dabaye. aur property ko seleck kare
7 step
ab aap is window me neeche dekhenge ki "hiden" likha hoga.us par marks lagaye maine picture bhi dikhai hai
mark lagakar "apply" par click karke "ok" par click kare bus ho gaya aapka folder hide ho jayega.ise dobara wapas laane ke lye upar ke image ko dekhe .usme maine bataya hai .kaise wapas lana hai.
"dont show ,hiden file and folder".iske samne mark lagaye.aur "apply" par click kare.fir "ok" .click kare