backlink kya hai - aur iske kya fayade hai
pata hai google kis blog or website ko search result me jyada importance deta hai. jis blog ke jyada backlink hote hai. google usi blog ya website ko jyada importance deta hai lekin kyu google jiska backlink jyada hota hai google usi ko importance deta hai.
iss qustion ka answer tab hume samjh me aayega jab hum jaan paayenge ki backlink kya hota hai.
also read= best free seo tool in hindi
backlink kya hai.
jab koi blogger ya webmaster apne blog par kisi dusre blog ya website ka link deta hai. to use hi hum backlink
kah sakte hai.
dusre shabdo me hum kah sakte hai jab humaare blog ya website ka link kisi dusre blog par ho to vohi backlink hai.
backlink kitne prakaar ke hote hai.
backlink 2 prakaar ke hote hai.
1= dofollow backlink
2= nofollow backlink
dofollow backlink
isse simple tarah se hum samajh sakte hai iss tarah
jab koi webmaster apne blog par kisi other blog ka link add karta hai. aur kahta hai ki ye blog sahi hai to vo dofollwo
backlink hai.
yaani agar webmaster link me nofollow ka
attribute add nahi krta hai. to vo dofollwo backlink hote hai.
issko hum apko ek examaple dvara samjkhaate hai.
maan lo maine apke blog ka bcklink apne blog par diya aur nofollwo ka attribute nahi diya hai to vo tumhara ek dofollwo backlink ho gaya isska matlab ye hai ki webmaster
jo link add karta hai wo kahta hai. ki ye blog achchhi hai. aur iss me quality post hai.
also read= meta tag blog me laga kar traffic badhaye
nofollwo backlink
khair ye backlink jyada important nahi hota hai. nofollow backlink vo backlink hote hai. jiske link me nofollwo ka attribute add kar diya jaata hai. iss prakaar
nofollwo jydada importance nahi hai lekin fir bhi apko kuchh hud tak sahi rehta hai
google kyu jyada importance deta hai
jaisa ki maine upar bataya ki jab humaare blog ka klink other blog par hota hai to vo blog kahta hai ki iss blog me achhi aur quality post hai.
jitne jyada backlink honge utne hi jyada log kagenge ki ye blog sahi hai. ab baari aati hai google ki
jab koi user google par kuchh likhkar search karta hai to google apne andar index huie post ko dekhta hai ki yehi keyword bahut se blog me hai to kisko top par dikhaya jaaye tab google ye dekhta hai ki. kisko other blog kah rahe hai. ki isme quality post hai. jis blog ko jyada log kah rahe hai. google usi blog ko top par deta hai. isska ek examaple se apko samajh me aa jaayega
maan lo teen blog hai A,B,C,aur "A" ka backlink 20 hai "B" ka 30 "C" ka 40 in teeno me "MAKE MONEY" ka post hai. jab google me koi make money likhkar search karega to. google "A" aur "B" ko jyada importance nahi dega "C" ko jyada importance dega kyoki isska backlink "A" aur "B" se jyada hai.
google apne page par "C" ko sabse pehle upar "B" ko usse neeche "A" ko sabse neeche
appear karega
BACKLINK KE AUR KYA FAYDA HAI
Dosto backlink ke vaise to bahut se fayde hai .jinme se kuch hum aapko bata raha hai .
1 aapke blog ka page rank up hota hai .
2 aapke page ko google apne index me jaldi shamil kar leta hai.
3 aapke blog par traffic badhati hai .
4 alexa rank bhi up hota hai.
to ye iske kuch fayde humne aapko bata diya hai
mujjhe ummid hai ki aap logo ko samajh me aa gaya hoga ki backlink kya hai.aur ye kyu jaroori hai.agar aapko meri ye post pasand aaya hoto please comment karke hume bataye jaroor
aapko ye post bhi padhani chahiye

backlink kya hai. |