blogger par template upload kaise kare

                         blogger par template upload kaise kare
jab koi pehli bar new blog create karta hai .to wo blogger dwara di hui free template ka hi istemal karta hai .lekin kuch di kbaad wo kahi se .paid or free ka template lekar.apne blog ka .template change karna chahata hai. agar use maloom hai ki .template kaise change kiya jata hai.to thhek hai .agar nahi maloom hai .ki template kaise change ki jaati hai hi to wo.soch me pad jata hai .ki template ko kaise change karu
aaj hum aapko ye bata hi dete hai ki .blogger par template kaise change kiya jaata hai.dost apne blog ka template change karna bahut hi aasan hai.aap meri simple si step ko follow kariye aap khud samajh jayenge ki ye kitna aasan hai.
1 step sabse pehle apne blogger account me log in ho
also read -best free seo tool in hindi

2step
 ab template par click kare

3 step
ab aap dekhenge ki right side me upar ek jagah likha hoga ki bacup& restore temlate .us par click kare.
4 step
fir choose file par click karke apne template ko chune
blogger par template upload kaise kare
blogger par template upload kaise kare
aur upload par click karde  upload ho jaane ke baad aapke blog ka template change ho jayega

ye bhi padhe
1google translate widget apne blog me lagaye,
2 backlink kya hai-aur iske kya fayda hai





Previous
Next Post »