broken link ko kaise redirect kare
dosto broken link vo link hoti hai. jis par agar click kiya jaaye 404
cannot page, page not found ,404 error etc. dekar blog par aane se rok diya jaata hai. broken link agar humaare blog me hai. aur use delete ya redirect nahi kiya gaya to ye humaare blog ke liye danger saabit ho sakta hai. kyoki agar visitor humaare broklink par click karta hai. to use 404 error page dekar blog par aane se rok diya jaayega. jo koi bhi visistor isse like nahi karega ye bhi ho sakta hai. ki vo visistor humaare blog ke other link par yehi soch kar na click kare. ki ye website error hai. isske aur bhi nuksaan hai.
also read=post title seo freindly banane ke 11 effective tarike
broken link kaise bante hai
jab humaara koi post bahut puraana (old) ho jaata hai aur us par koi traffic nahi aati hai. to hum use delete kar dete hai.ise to hum delete kar dete hai. lekin search engine isse apne database se delete nahi karta hai. jis karan humaara ye post search result me apear hota rehta hai.ise to hum remove kar chuke hai.lekin jab is par koi click karta hai to.ye page delete hone ke karan 404 error page not found deta hai.also read =how to create backlink
broken link kaise pata kare.
ab to aap jaan hi gaye honge ki ye kaise bante hai.aur ise kaise pata kiya jata hai. ab hum aapko ise redirct karna bataunga.
to aaiye jaante hai. ki isse blogger par apne other post par redirect kaise kare.
1 step= aap apne blogger account me log in ho.
2 step= ab "setting" par click kare fir "search prefernce" par click kare
3 step=ab aap dekhenge ki .ek jagah likha hoga "custom redirect" uske samne edit par click kare.
ek box ban jayega ab is box me apna wo broken link likhe
4 step= ab neeche "to" par us post ka link likhe jis post par is broken link ko redirect karna chahte hai
.bus ho gaya ab save kar dijiye aapka dead link redirect ho chuka hai.
mujhe ummid hai. ki aap isko achhi tarah se samajh gaye honge.aur aap apne broken link ko.apne other post ke link se reidrect bhi kar chuke honge .agar fir bhi koi problems aa rahi ho to .aap bina kisi doubt ke aap humse comment ke dewara puch sakte ho.
thanks for read this post.
aapko ye ppost jaroor padhni chahiye
1 old visitor ko rok kar blog par doguna traffic badhaye
2 on page seo ke 3 important foctor jise google bahut importantnce deta hai.