web directory submission site list
i think. ki ek blog ka safal hona. iss baat par nirbhar karta hai ki. us blog ka seo kitna achhi tarah se kiya gaya hai. accha seo ka matlab ye hai. ki blog ka seo karne me. un sabhi step ko shaamil karna jo jaroori hai. jinme se ek important factor hai. blog ko directory site me submit karna. agar aap chahte hai. ki
aapke blog ka page rank aur SERP better. ho jaaye to aapko apne blog ko. sabhi impotance web directory site me blog submit karna hi hoga.
directory me blog ko submit karne se. hume yeha se quality dofollwo backlink milta hai. aur yeha par submit hone waali. site ko search engine bahut important deta hai. yaani ki agar hum jitna jyada web directory me blog ko submit kiya jaaye. utna hi jyada us blog ke liye achha hoga.
also read=post title seo freindly banane ke 11 tarike
issi baat ko humne dhyaan me rakh kar kuchh web directory ka site aapke saamne de rahe hai. jis par apne blog ko submit karke apne blog ke SERP ko improve kar sakte hai.
to dosto yeha par jo directory site ka list diya hai. agar vo aapko pasand aayi ho to hume comment ke dvara bataaye jaroor .
aapko ye post bhi padhani chahiye
1 social book marking site list
2 on page seo karne ke 15 effective tarike