best free seo tool in hindi

                                      best free seo tool in hindi
jab baat aati hai apne blog ki traffic badhaane ki to hum har vo possible prayas karte hai jo hum kar sakte hai. har blogger yehi chahta hai ki uske blog ki traffic increase hota rahe aur apne blog ki traffic ke liye vo kya kya nahi karta hai. issiliye aaj hum aapke kuchh aise hi seo tool laya hun jiski madad se aap apne blog ki traffic increase kar sakte hai.

keyword planner

ye tool google dvara provide ki gayi hai. jise hum free me istemaal kar sakte hai hum yeha par apne title ke liye achhe se keyword ka choose kar sakte hai.

google trends

dosto ye google ki mazedaar service hai yeha par aap most popular search keyword le sakte hai dost yeha par google me jo keyword jyada search jaati hai. uska data base rahta hai.  

meta tag analyzer
iss tool ki madad se aap apne neta tag ko analyze kar sakte hai. aap yeha par apni meta tag ki puri details dekh sakte hai. aap yeha par dekh sakte hai ki aapka meta tag theek se kaam kar raha hai ki nahi.

robot.txt=
yeha par apne blog ya website ke liye robot. txt ka code generate kar sakte hai.aur apne blog me laga kar  aap google bing etc. ko bata sakte hai ki aapke blog ka kaun kaun sa post ko search me dikhana hai. aur kis post ko nahi dikhana hai.

gtmetrix

ye ek page speed checker tool hai. pata hai google page
rank dene ke liye page speed ko bhi check karta hai.
agar aapki site ka page speed  kam hai to aapke visitor kaafi kam ho jayenge aur google bhi aapko page rank nahi de paayega issi liye aap yeha par apne site ka loading speed check kare agar jyada hai to use kam karne ka prayas kare.

sitemap

dosto sitemap blog ki traffic badahane ke liye bahut jaroori hota hai. aap yeha se apne blog webs ke liye sitemap ka code generate kar sakte hai.aur sitemap code generate karne k baad
google search consol me submit kar de.

title description

jaisa ki aap jaante hai ki title description kitne important hote hai.seo ke liye aap yeha par apne blog ke title description ko optimize kar sakte hai. jo ki humaare blog or website ke traffic ke liye bahut profitbal hai.

 google analytic

yeha par aap apne blog ya web ke web visitor, page views, visitor kaha se aaya kitne der rukta hai. kaun si post ko read karta hai. aur bhi yeha par bahut kuchh track kar skate hai.

seo quak
best free seo tool in hindi
SEO QUAK


ye tool plug in hai jise aap apne browser me add kar sakte hai. yeha par aap firefox, opera, safari, google chrome ke liye plug in load karke instaal kar sakte hai.

backlink checker

humaare blog ke traffic badhaane me backlink bahut madad karta hai. jitna jyada backlink hoga blog ki traffic utni hi achchi hogi page rank bhi up hoga. aap yeha par apne blog or website ka backlink check kar sakte hai.
aapko pata lag jaayega ki aapke blog par kitna backlink hai.

link analyzer

aap yeha apne blog ka har ek link ko analyze kar sakte hai. ye link analyzer ki best tool hai.



Previous
Next Post »

4 comments

Click here for comments
February 19, 2019 at 9:56 PM ×

nice article sir
& also visit my blog www.androidstub.com

Reply
avatar
September 13, 2019 at 4:32 AM ×

Really mein bhut ache jankari mili free tools ka bare mein please our share kara ess trah ka blog.
google seo tool free

Reply
avatar
November 26, 2019 at 3:37 PM ×

very nice post thanks for sharing and keep it up

Reply
avatar
January 23, 2023 at 2:08 AM ×

This is a great post - you've really shared some valuable information here. If you're looking for an SEO Audit Tool, we'd be more than happy to help you out at the following URL: SEO audit Report

Reply
avatar