contact form widget apne blog me kaise lagaye

                     contact form ka widget kaise lagaye 

 dosto blogger ne hum sabhi blogger bhaaiyo ke liye bahut se widget free me provide kiya hai. aaj hum aapko unhi widget ke baare me bataaenge ye widget lagaana bahut jaroori hai. blog me ye widget jiske baare me mai baat kar raha hoon. contact form widget hai.
blog me contact form kaise lagaye
contact form
issko lagaane se yeh fayada hai ki humaare blog ke visitor humse badi aasani se contact kat sakte hai.
other blogger jo humaare blog par guest post karna chahte hai. vo bhi humse issi contact form widget se hi sampark karenge.
yeha par hum aapko aaj simple form lagaana bataoonga baad me hum aapko issko stylish form lagana bataenge issko lagana bahut aasan hai.
ye psot bhi padhe= 1 chitika kya hai isse paise kaise kamaye
                               2 in tariko se apne post ko high quality wali post banaye
1 step
sabse pehle apne blogger account me log in ho jaaye
2step
uske baad lay out par click kare sidebar ke add a gadget par click kare
3step
ab jo window open hogi usme left side kinaare aap dekhenge ki ek jagah likha hoga more widget us par click kare
ab aap dekhenge ki voha par bahut widget hogi aap scroll karke contact form widget ke bagal me right side par + ka marks hoga use select kare
4step
ab yeha par isse setting karna hai. title me iss form ka naam likhe jaise contact me , contact us contact kare jo aap chaahe ab save par click kar lijiye
note= humne yeha par isse sidebar me lagana bataya hai. aap isse drag karke jaha chaahe voha laga sakte hai.
dosto ye jankari kaisi lagi hume comment ke dvara bataye jaroor agar aapko achchi lage to share kare aur apne dosto ko isske baare me jaroor bataye

aapko ye post bhi padhani chahiye
1 comment me link kaise de
2 on page seo ko perfect optmize kare high traffic ke liye
3 blogger me menu edit kaise kare


Previous
Next Post »