popularpost ka widget apne blog me lagaye
hello
freinds kaise ho… dosto kya aap jante
hai. aaj hum apko kya batane wala hoon. bilkul kyoki aap humaare post ke title
se hi samajh gaye honge ki aaj main apko kya batane wala hoon. popular post
widget ke baare me. aaj hum ye jaanenge
ki hum apne blog me popular post ke widget ko kaise lagaate hai.
popular
post ke widget agar hum apne blog me lagaaye hai to humaari popular post yaani
ki jo post jyada padhi jaati hai. jo post humaare blog par popular hogi. vo vo
post humaare blog ke homepage par show hoga dosto iss widget ko lagaane se
humaare post ke page views. ki sankhya badh sakti hai. kyoki jab koi visitor
humaare blog par aata hai to. koi post padhta hai. to padhne ke baad vo humaare
other post par nazar dalta hai. jab wo humaare other post par nazar karta hai.
to uske mind me ek baat aati hai. ki ye
post popular kyo hai. kuchh to baat hai jo ye popular hai. chalo mai bhi
is popular post ko padhta hoon..
ye post bhi padhe=1 feature post ka widget apne blog me kaise lagaye.
2 contact form widget apne blog me kaise lageye
ye post bhi padhe=1 feature post ka widget apne blog me kaise lagaye.
2 contact form widget apne blog me kaise lageye
iss prakaar vo humaare popular post ko padhta
hai. aur humaari page view ki sankhya badh jaati hai. aur ye bhi ho sakta hai
ki jo vo khoj raha hai. vo humaare popular post se hi use mil jaaye kaise
lagaaye isse apne blog par dosto jab hum jaan gaye hai. ki iss widget ki
lagaane se kya fayada hai. to hum ab ye jaanenge ki isse apne blog par kaise
lagaate hai.
popular post ka widget apne bklog me kaise lagaye |
1
step
2
step
fir
aap “layout” par click kare ab “add a
gadget” par click kare
ab
ek popup window open hogi.waha par aapko scroll karke popular
post widget par click
kare
ab
bari hai usko setting karne ki aap ise setting kar le isko kaise setting karna hai pic .me dekhe
popular post widget |
fir
save par click kare ab aap preview par
click kar ke. dekh sakte hai aapka popular post ka widget lag gaya haya hai
aapko ye post bhi padhni chahiye
1 featrue post ka widget apne blog me kaise lagaye
2 best free seo tool in hindi
3 google translate widget apne blog me lagaye
aapko ye post bhi padhni chahiye
1 featrue post ka widget apne blog me kaise lagaye
2 best free seo tool in hindi
3 google translate widget apne blog me lagaye