bina kisi software ke screen shot kaise le part 2

             bina kisi software ke screen shot kaise le

dear rider maine aapko apne pichle post me bataya tha.ki computer aur .laptop me bina kisi software ki mada se screen shot kaise liya jata hai. but us post me maine jo method bataya tha .usme ek kami  thi.wo ye ki jab hum kisi cheez ka screen sot lete the to.usme hamara pura windows .capture ho jata tha jis karan hum bina use edit kiye. use apne kaam me nahi le sakte the.lekin aaj jo tarika main batane wala hun.us tarike se kewal aap utne hi hisse ka screen shot le sakte hai.jitne ki aapko jaroorat hai.jisse aapko use edit nahi karna padega.aur aap jaldi se
use apne kaam me le sakte hai.fir der kis baat ki aaiye jante is tarike ko bhi.
ye post bhi padhe=virus kya hai .aur isse kaise bache
bina kisi software ke screen shot kaise le


1 step= "start button" ko dabaye ab iske search box me "snip" type kare
2step= ab jo aaye usme se "snipping tool" par click kare.
ab hume screen shot lena hai.
screen shot lene ke liye.aapko aisa karna hai.
jaha se  jaha tak apko screen shot lena hai. waha tak mouse ko drag kare aur chod de .ab yah snipping tool software me khulega
3step= ab yaha par "file " menu par click kare.aur "save as" par click kare. CTRL+S se bhi kar sakte hai
4 step=ab isko name dekar save karna .hai iska name likhe .aur isko jaha par save karna hai .use select kare aur "save" par click kar de.
han to dosto agar mera ye tarika pehle wale tarike se achha hai.to aap hume comment karke jaroor bataye.agar kuch problems hai to.wo bhi puche.jiska solution bahut jald ki jayegi.
thank you  for read this post
aapko ye post bhi padhani chahiye
1 VLC media player ki 6 secrete  tips & tricks
2 pc me folder ko kaise lock kare
3 folder par apna photo kaise lagaye







Previous
Next Post »