quality post kaise likhe hindi me

                         quality post kaise likhe hindi me

dosto aap hamare bahut se post me ye padhe homge ki .quality post kare .dosto blog par quality post likh kar.publish karna bahut jaroori hai.qki hum blogging ke field me safal hona. chahate hai.but hum blogging k field me.tabhi saafal mane jayenge.jab hamare blog par .high traffic hogi.lekin  hamare blog par high traffic  tabhi aayegi jab hamare blog unique content honge.isliye jab bhi post  kare to.ek dum unique content wali post hi kare.main to kahta hun ki aap is sambandh me ek rule hi bana lijiye. wo ye ki aap jab bhi post kare to .high quality wali hi post kare. nahi to aap post hi na kare.
isiliye aaj hum aapko quality post kaise.likhi jati hai.uski kuch tips & tricks batane ja raha hun.jise follow karke aap apne content ko high quality wali contenet bana sakte hai.
 quality post do type ke hote hai.
1 aisi post jo net par pehle se na ho
2 hamara likhne ka tarika
ye post bhi padhe=what is seo-seo kya hai.
 quality post kaise likhe hindi me


#1 aisi post jo net par pehle se na ho

hume is step me aisi knowledge likh kar publish karni hoti hai.jo net par pehle se na ho.dosto agar aap apne blog me aisi jankari likh kar publish karte hai.jo net pehle se na ho to. nishchit hi aap apne blog par high traffic payenge.qki jo post aapne ki hai.wo kisi aur blog me nahi hai.agar us post se related koi google me kuch likh kar search karega to. google search me aapka blog top par ayega.qki aisi content aapke blog ke siwa kahi aur nahi hai.
yaani ki agar aap apne blog me aisi post karte hai. jo kissi aur blog me nahi hai  .to aapke blog.ka successe hone ki probability 95% hoti hai.isiliye koshish yahi rahe ki .jo aap post kar rahe hai.wo kisi aur blog me na ho.iske liye aap khud google me  search karke dekh sakte hai.
ye post bhi padhe=high traffic paane ke 5 sidhaant

#2 hamara likhne ka tarika 

is step me hamare likhne ke tarike ko include kiya jata hai.hum koi bhi post likhe kitna hi achha jankari q na likhe .agar hamare likhne ka tarika .sahi nahi hai.to sab bekar hai.qki agar aap sahi se nahi likhenge to .aapke visitor ko aapka post hi nahi samjh me aayega.jab visitor ko apka post nahi samjh me ayega to ho sakta hai.ki wo apke blog ko dobara visit bhi na kare.isilye is step ko follow karna bhaut jaroori hai.is step ko perfect roop se follow karne ke liye .neeche di gayi step ko dhyaan se padhe.
also read= broken link ko redirect kaise kare

#1 be clear

 ye ek most important step hai.yeh step hume batata hai.ki hume apne post me ek dum easy language ka istemal karna chahiye.hamari post shudh wa spasht hona chahiye.hume aisa likhna chahiye ki koi bhi padhe to use hamri post badi hi aasanni samjh me aa jana chahiye.qki har visitor kisi blog par apne problems ka solution jaanne jata hai.agar aapne uske problems ka solution diya hai.but use aapka solution samjh me nahi aaya to usko koi fayda nahi hoga.aur wo aapke blog ko close karke kisi other blog ko visit karega.isilye post ko ekdun clear hi likhe
ye post bhi padhe=on page seo karne ke 15 tarike


jab aaap post me koi cheez samjha rahe ho to.agar bane to example jaroor include kare.qki example include karne se.visitor ko aapka post badi hi asaani se samajh me aa jata hai.isliye sahi jagah par example dena .post ko original banane ka ek best technique  hai.is tarike ko maine apne bahut se post me use kiya hai.aap mari is post me iska ek example dekh sakte hai.#2 post me example include kare.

#3 ek hi word ko bar- bar na likhe.

post likhte samay ek baat ka dhyaan rahe ki .post me ek hi word 10-12 baar se jyada  na likhaye.kyuki  agar aap ek hi post me ke hi word ko 10-12 se jyada likhte hai.to isse aapko do problems ko face karna pad sakta hai.
first to google aapke post ko spam samajhega.jisse ho sakta hai.ki wo apne search me block bhi kar de.
second ek hi word ko baar -bar use karne se visitor padhte samay boring feel karnge.isiliye ek hi word ko baar baar likhne se bache.
ye bhi padhe=on page seo ke 3 factor jise google bahut importance deta hai.

#4 math ka istemal kare.

ye mera personal method hai kisi post ko quality post banane ka.psot me math ka istemal karne ka matlab hai ki psot me .number ka istemal karna.dosto iskee bare me main jab b.com ki padhai kara raha tha .tab main.static ke subject mee padha tha ki.math ke istemal.se aap kisi baat ko badi hi aasani se samjha sakte hai.isse kya hota hai. ki user ko aapke post par belive ho jati hai.ki aap sahi kah rahe hai.iska ek example mere is post me dekh sakte hai.jo iske imprtance ke baare me jante hai.wo samay aane par ise apne post me jaroor include karte hai.ise main bhi use karta hun.aur bahut se problogger bhi use karte hai.isilye ise main aapko bhi istemal karne ki advice deta  hun.

dear rider jitna mujhe pata tha utna maine aapko bata diya .ab bari hai aap logo ki ab app bhi comment karke bataye ki meri ye post kaisi lagi

aapko ye post bhi padhni chahiye
1 how to create backlink in hindi
2 post title seo freindly banane ke  11 killer tips & tricks
Previous
Next Post »