affiliate marketing vs ads network
aaj blog or website se online earning ke liye jo sabse jyada use kiya jaata hai. vo hai adsense aur affiliate progaramme koi apne blog par ads network ka. ads laga kar earning karta hai to koi affiliate programme ko laga kar earning karta hai.to koi in dono ko apne blog par laga kar earning karta hai. lekin jo naye blogger hai. vo yeha par chook jaate hai.wo decide nahi kar paate ki unhe adsense use karna hai. ki affiliate vo samajh hi nahi paate ki in dono me best kaun sa hai. issiliye hum un blogger ko confusion ko door karne ke liye affiliate programme aur adsense ke baare me vistaar se charcha karenge jisse aap ye decide kar sakte hai ki aapko adsense ko use karna hai ki affiliate ko
also read= blogger me menu edit kaise karte hai.
1 affiliate programme
affiliate programme vo hote hai. jab hum kisi company ka koi product lekar. apne blog or website ke through selling karte hai to use hi hum affiliate kah sakte hai.dusre shabdo me jab hum kisi company ka koi product lekar use apne blog or website dvara use bechte hai to bechne par milne waali commssion hi affiliate programme se ki gayi earning kahlaati hai. iss me hume affiliate site par apna account create karke unke kisi product ke link ko ads banakar apne blog par lagakar selling karna hota hai. selling karne ke baad company hume uska commsion deti hai. ye comission rate alag -alag company ke alag hote hao 10% me hota hai.
koi company kisi product ko selling karne par 10% deta hai to koi 8% koi 12% ye har company ka comission rate alag alag hota hai. affiliate programme list ye hai. amazon, snapdeal,
clickbank ,flipkart,
also read=chitika se paisa kaise kamaye
ads network
jab hum kisi ads network site se koi ads lekar use apne blog par lagate hai.to uss ads par koi visitor click krta hai. to hume uska paisa milta hai.ye kitne pase milte hai. yee koi nahio janta hai.qki ye hamre blog ke importance ke upar depend karta hai.agar hamare blog par high traffic hai .to hume cpc rate achha miltra hai.google page ranka .alexa rank good hai.to ye rate aur bhi jyada ho skata hai.aur ye company ke upar bhi depend karta hai.agar ads badi company ka hai.to uska cpc rate jyada hota hai.company chhoti hai. to kam milta hai.is post ko bhi padhe=on page seo ke 3 importance factor jise google bahut importance deta hai.
ads network aur affilliate ki tulna
1adsense par hume har click ke paise milte hai.jab ki affiliat me . hume click ke nahi.balki jab use koi purchase karta hai.to hume paise milti hai.
2 adsense par hum man chaha ads nahi le sakte.jabki affiliat par hum apne pasand ke product ko lekar selling kar sakte hai.
3 ads network par hume ye nahi maloom hota hai. ki ek click par kitne paise milnge.jab ki affiliat par hume pata hota hai.ki ek bar selling hone par kitne paise milenge.
conclusion
in dono ko compare karne ke baad hum yahi paate hai.ki in dono me se kisi ko jyada achha kah dena sahi nahi hoga.lekin kuch logo ka kahna hai. ki aaffilite marketing ke through jyada mony.generate hoti hai.wo q isko hum ek example ke dwara samjh sakte hai.
example= maan lo aapne apne blog par.ek adsense ka ads lagaya aur ek affiliate marketing ka product lagaya .
adsense ke ads par 1 click par aapko 0.25.$ mil rahi hai.
aur affiliate marketing ki product ka price hai. 2000 rupees.jiske ek selling par. aapko 10 % commission mil rahi hai.
ab maan lo. 5 click adesnse ke ads par hui aur 5 click affiliate marketing ke product par hui.
adsense par 5 click par aapko 100 rupay mile.
wahi par aafilate par 5 click karne wale visitor me se agar ek bhi visitor ne product ko purchase kar liya to.aapko 200 rupay milenge.yaani ki adsense se jyada milenge.is karan se log kahte hai. ki affiliate marketing se jyada money generate hoti hai.
author view :
is baat se koi fark nahi padta hai .ki aap adsense use kar rahe hai.ki affilliat. fark to is baat ki padti hai.ki aapke blog par traffic kitni hai.agr aapke blog par jyada traffic hai.to aap achha paise in dono se kama sakte hai.isilye blog me adsnse aur affilita use karne se pahle apne blog par traffic badhaye.iske liye aap meri seo se related post padh sakte hai.
traffic badhane ke lye mere in post ko padhe
1 high traffic paane ke 5 sidhaant
2 on page seo karne ke 15 tarike
3 old visitor ko rok kar blog par 80 % traffic badhaye