jab mobile paani me bheeg jaye to kya kare ?

    jab mobile paani me bheeg jaye to kya kare ?


aaj kal mobile hum logo ka abhinn ang ban chuka hai. shayad hi koi aisa insan ho. ki uske pass mobile na ho. kyoki mobile ki jaroorat sabhi ko padti hai. agar humaara mobile ek bhi din ke liye. bhi kharaab ho jaaye to hum yehi sochte hai. ki kab humaara mobile bane aur kab humaare pass aaye. hum apne mobile ko repair ke liye pareshaan ho uthte hai. jaha par mobile hum sabhi ke liye itni jaroori hai. vohi par mobile ka time se pehle kharaab hone ka dar bhi bana rehta hai. jaise = hath se girkar kharaab ho jaana, paani me girkar kharaab ho jaana etc. ye aisi situation hoti hai. ki agar humaara mobile warantty me ho to bhi service center waale. mobile ki repairing nahi karte hai. kyoki warantty to mobile ke internal hardware ki hoti hai. agar usme  apne aap koi kharaabi aa jaaye to service center waale uski repairing karenge. aise bahut se log hai.jinko aisi problems ko face karna padta hai.kya aapko bhi aise problems ko face karna padta hai .be dont worry.kyoki aaj hum yahi  janne wale hai ki agar  mobile paani me gir jaaye to kya karna chahiye jisse humaara mobile kharaab hone se bach jaaye.
ye post bhi padhe= bina kisi software ke ko screen shot kaise le laptop me
                              apne computer ke folder ko kaise hide kare

jab mobile paani me bheeg jaye to kya kare ?

jab mobile paani me gir jaaye to sabse pehle use bahar nikaale mobile ko on na kare. maximum log yehi galti kar dete hai. ki vo apne mobile ko on kar dete hai jab ki aisa nahi karna chahiye. kyoki us samay humaara mobile bheegi huyi hoti hai. use on karne par uske andar reaction ho sakta hai. jisse mobile aur kharaab ho sakta hai. issiliye switch on na kare.
ye post bhi padhe=virus kya hai isse kaise bache

fir turant mobile ka baterry nikaale. aur ise khub achhi tarah se pochhe. pochhne ke baad ek box le aur usme chaaval [rice] bharkar usme mobile rakhe aur band karke. lagbhag 2 din tak mobile ko usme rehne de. 2 din ke baad mobile nikaal kar usme baterry lagaye aur use on kare .
freinds jo tareeka humne apko bataya hai. isse kuchh hud tak aap apne mobile ko kharaab hone se bacha sakte hai.
agar aap ek blogger hai to aapko ye post jaroor padhni chahiye
1 quality post kaise likhe
2 affiliate marketing vs adsense
Previous
Next Post »